Saturday, March 6, 2010

mauj dar mauj tere Gam kii shafaq khilatii hai
mujhe is sil-silaa-e-rang pe qaabuu bhii nahii.n

उनकी याद आई है सासों जरा आहिस्ता चलो ,
धडकनों से भी इबादत मे खलल पड़ता है ......

मजा आ रहा है दिलबर की दिल्लगी का ,
नजरे भी हमी पे है और पर्दा भी हमी से है

jaha jaha dekhu waha hai maujood
ab to dard hi allah lag raha hai muze......

kaha to tha usne ke apna bana ke chodega faraz
aur huwa bhi yu ke apna bana ke chod diya

itna royega vo meri lash se lipat ke 'faraz'
ye khabar hoti to kab ke mar gaye hote

Mouddaton baad mila to mera naam poach liya "pathan",
bichertay waqt jis ne kaha tha tum yaad bohat aao gay!!!!!

Ab tu dard sehne ke itnee aadat ho gaye hai ”pathan”
Ab jab kabhe dard nahi milta to dard hota hai......

TERI IS BEWAFAI PE FIDa HOTI HA JAAN APNI “pathan"
KHUDA JANE TUJH MAIN WAFA HOTI TO KYA HOta......

अब कुछ और दिन तो लगेंगे जख्म-ए-दिल को भरने मे ,
वो जो अक्सर याद आते थे अब कभी कभी याद आते है

Bhoole Hai Rafta Rafta Unhe Muddaton Me Hum
Kishton Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye~*~

Tumhari dunia me hm jese hazaaron hen "kaveri"
Hum hi pagal the jo tumhay paa k itraanay lagay.

mere sabr ki inteha to dekho "pathan"
wo roya meri bahon mein kisi aur ka naam leke.

Zindagi to apnay hi Qadmon pe chalti hai "pathan"..,
Auron k $aharay to Janazay utha kartay hain..!

Hum Tّ Agaz-E-Mّhaككat Maiٌ Hi Lut Gay "pathan"~*~
~*~Lّg Kehtay Haiٌ K Aٌjam كura Hّta Hai...!!!

Hum pe faqat ilzaam k hum hain zuban daraz.......
hum ne to bus kaha tha hamain tum se pyar hai...

एक एक कतरे का देना पड़ा हिसाब मुझे
खूने जिगर मेरे यार की अमानत था

चोट पे चोट खाए जाए ,
चुपचाप यु ही जिए जाए ,
और छिपाए जख्म जो हरा है ,
यही परंपरा है |

क्या नजाकत है के आरीज उनके नीले पड़ गए
हमने तो बोसा लीया था ख्वाब में तस्वीर का

लो देख लो ये इश्क है ..,ये वस्ल है ...ये हिज्र.......
अब लौट चले ..आओ बहोत काम पड़ा है.....
-जावेद अख्तर

Yeh wafa to un dinon ki baat hay "pathan"
Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy..

जख्म सहने की तो ''बादल'' ....... फितरत ही थी अपनी............
लज्जत-ए-इश्क तो............... नमकपाश से मिला !!

No comments:

Post a Comment