Saturday, March 6, 2010

जूनून के नगमे वफाओ के गीत गाते हुए ,
हमारी उम्र कटी जख्म-ए-दिल को छुपाते हुए ,
दुनिया मे हमने एक तुम्ही को चाहा था
तुम्हे ख्याल भी न आया ये दिल दुखाते हुए


वो ज़हर देता तो दुनिया की नजरो मे आ जाता ,
सो उसने ये किया की वक्त पे दुआ न दी ..........

jis tarh hasrat liye is jahan se uthta hai koi ,
kucha-e-dilbar se hamne safar kiya
---meer

Mizaj-e-Ashiqui Samjhne Ka Ju Saliqa Hota “pathan"
Kasam Khuda Ki Zamana Dosra Taj Mehal Daikhta.........

Main usey kaisay dil se juda karun
jo meri umr bhar ki talash hai...............

kyu rakhu mai ab apne kalaam mai syahi,
jab koi armaan dil mai machalta hi nahi.
kashish to bahut thi mere pyar mai magar,
kya kare koi patthar dil pighalta hi nahi

Hamari Nakamion ke ik wajah ye bhe thei "pathan”
Ke jo bhee cheez maangi Nayab Maangi.........

tod de "tasbeeh" ko is niyat se "pathan"
kya gin gin naam lena uska jo deta hai bepanah..........

WO AyE MeRi KaBar pAr ApNe RaQeEb kE SaTh "pathan"
KaUn KeHtA hAi Ke MuSaLmAn Ko JaLAyA NanIN jAta........

कहा जो मैंने उनसे ...के .... शब को टहलना नहीं ठीक.....
हसके वो कहने लगे "बादल"....के चाँद निकलता है रात में!

Us ne is nazakat se mere honto ko chuma "pathan"
Aftaari bhi ho gayi aur roza bhi na toota.........

itni shiddat se mujhe usne ZHAkm diye hain "pathan"
Itni shiddat se tu maine use chaha bhi nhi tha.........

Is Dafa To Barishen Rukti Hi Nahin "pathan"
Hum Ne Kya Ansoo Piye Ke Saare Mosam Hi Ro Padhe...


मेरा सवाल फिर भी वहीं का वहीं रहा
माना जवाब तेरा बहुत लाजवाब है.............

vo meri har baat se ikhtilaf karta hai
chhup chuup ke magar mera tawaf karta hai,
kahin koi aur shaks mere qareeb na ho jaaye,
issi liye vo sab ko mere khilaaf karta hai

सितम तो ये है ..वो खुद सुखनशनास (one who appretiate poetry) नहीं......
वो एक शख्स जो मुजे ...शायर बना गया ....

तुझ से माँगूँ मैं तुझी को की सब कुछ मिल जाए
सौ सवालों से यही एक सवाल अच्छा है .......

अपनी बेवफाई पे मलाल आता तो होगा,
उन्हें मेरा ख्याल आता तो होगा ,
पा लेते होंगे वो दिल पे काबू ,
उन्हें भी ये कमाल आता तो होगा .

jaam jab bhi peeta hu muh se kahta hu 'bismillah'
koun kahta hai rindo ko khuda yad nahi .......
--------ek kavi sammelan me suna

No comments:

Post a Comment